Saturday, 16 November 2019

selfie

le li jo tere sath selfie
vah mere baap ne dekh li
puchhta hai kya karti hai
kon hai ye ladki
(fas gaya main leke selfie)-3x

o mere baap ne to
maa ko bhi khabar kar di
dekh tere baite ka chakar chala hai
pata kar kon hai vah ladki
(fas gaya main leke selfie)-2x

meri maa aae mere paas
boli naam,pata,no. de uska jaldi
kaisi hai vah dikhne mai
kahan ki hai vah ladki
(fas gaya main leke selfie)-2x

mera baap hai bada khadus
kehta aaj vah eske phone mai aae
kal mere darwaje mai aaegi
esse pehle pata karo kaisi hai ladki
(fas gaya main leke selfie)-2x


No comments:

Post a Comment