Sunday, 25 November 2018

roshani ke liye

roshani ke liye
hamne raton se rishte kiye
kuchh bhi keh le ab jamaana
har taraf hoga naach-gaana
rock huaa ab har diwana
chahta hai dikhana, dikhana-dikhana
dekhega ab zamaana, zamaana-zamaana

bas mera ak sawal hai
kyon ham behaal hai
koi sunta kyon nahi hamari
bas ak baar aa jaae apni baari
rock huaa ab har diwana
chahta hai dikhana, dikhana-dikhana
dekhega ab zamaana, zamaana-zamaana

chalna hai ab hame
us roshani ke sahare
aaega vakt apna bhi
kab tak karega zamana kinaare
rock huaa ab har diwana
chahta hai dikhana, dikhana-dikhana
dekhega ab zamaana, zamaana-zamaana