ye love shav karna na
kisi ki taraf (pyar se) dekhna na
ye ho na jaae kisi se kahin
iska koi fir ilaaz na
love hai ye jang ki tarha
dono taraf kuch na kuch karega tabaah
ab to bas har pal hai
hasinao se hi bachna
kisi se jayaada milna na
kisi se jayaada judna na
na karni hai kisi se jayaada baaten
kahin kuch or baaten ho jaae na
love hai ye jang ki tarha
dono taraf kuch na kuch karega tabaah
ab to bas har pal hai
hasinao se hi bachna
baaton main to hai wo
bachna hai kahin nidon mai aae na
rakhni hai thodi dooriyan
kahin etbaar ho jaae na
love hai ye jang ki tarha
dono taraf kuch na kuch karega tabaah
ab to bas har pal hai
hasinao se hi bachna
din ko sang uske chalna
raaton ko sang dikhna na
khawabo main vah aae to aae
uske liye kabhi jagnaa na
love hai ye jang ki tarha
dono taraf kuch na kuch karega tabaah
ab to bas har pal hai
hasinao se hi bachna
No comments:
Post a Comment