tune kyon...
sab tabaah kar diya
bina kahe hi
sab keh diya
kyon na kaha..
ak baar toh..
keh diya hota... -2x
chum ke mujhe
madhosh kar diya
mere bhare labo ko
tune pyaasa kar diya
kyon na kaha..
ak baar toh..
keh diya hota... -2x
tha jo khada kahin
usse bhi tu bhul gya
wo rahon mai tere bharose
jo ab tanhaa ho gya
kyon na kaha..
ak baar toh..
keh diya hota... -2x
jhuth kaha har pal tune
vakt fir se wo aaega
chhod ke tu kahan gya
kyon apna vada bhul gya
kyon na kaha..
ak baar toh..
keh diya hota... -2x
No comments:
Post a Comment